Friday, August 2, 2013

Pyaar Ek Nayamat

Pyaar khuda ki ek nayamat hai...jo zindagi mein ek baar hona zaroori hai...jiske hone se zindagi ke maayene pata lagte hain aur pata lagta hai ki kisse nazdeeki aur kisse doori hai...

Humne Dil Se Kaha

Humne dil se kaha ki tu kyon ni maanta ki wo humaara nahin ho sakta hai....jaane anjaane mein kab dil lag gaya..jo ye nahin dekh paaya ki wo sanam nahin bewaffa bhi ho sakta hai

Humne Dil Se Kaha

Humne dil se kaha ki tu kyon ni maanta ki wo humaara nahin ho sakta hai....jaane anjaane mein kab dil lag gaya..jo ye nahin dekh paaya ki wo sanam nahi bewaffa bhi ho sakta hai

Saturday, November 26, 2011

Monday, September 27, 2010

KAVI

"wo kavi hi kya jo doosro ko rula na sake,
wo kavi hi kya jo doosro ko hansa na sake.
Ye duniya ek kavita hi to hai,har panna jeevan ke mod ki tarah hai.
jahan har mod pe kuch naya dekhne ko milta hai,
jahan har panne pe kuch naya padne ko milta hai."